Samajhdaar Wohi Kehlaayega
Jo Pani Ko Bachayega, Samajhdaar Wohi Kehlaayega!
Paani hai tu praani hai, Pani jewan rakshak bhi hai aur kabhi kabhi bakshak bhi.
जरुरत अनुसार पानी का कीजिए उपयोग, जल वचाव मे आपका होगा सहयोग |
Pani bina adami ka Suna hai jeevan. Jal anmol hai, jal hi hai jeevan.
अगर चाहते हों तुम देखना जल की सुंदर निर्मल धारा, इसे बचाने के करने होंगे तुम्हे जतन.
Machli Jal Ki Raani Hai, Jeewan Uska Paani Hai.
Jal se sab praani jeete hain, Isi se hum khaate-peete hain.